• Breaking News

    All Mobile FRP Unlock~8 Methods~Remove/Bypass Google Account

                   All Mobile FRP Unlock~8         
     Methods~Remove/Bypass Google Account  

    METHOD # - 1

    Downgrede ;

    downgrede ka matlab ke agar apke mobile ka version 5.1.x hai, aur usme frp lock lag gaya hai to app usme 4.4.x (kitkat) version  se flash karenge to apka frp nikal jayega.

    app google par jakar apka model no. likhkar 4.4.x (kitkat version) download karke flash kare.


    METHOD # - 2

    OTG ;

    OTG method me ye karna hota hai ke apko ek bypass karne wala app (bypass.apk or MSA_frp_ bypass.apk or quick_shortcut_maker.apk) ko pendrive me copy karna hota hai aur us pendrive ko otg cable ke ek side lagaya jata hai aur otg cable ka dusra side mobile me lagaya jata hai , jaise hi app otg cable (with pendrive) ko mobile ke charging connector me lagaoge apke mobile me ek window open ho jayega yani file manager khul jayega ,

    ab file mannager me pendrive ka name najar ayega,
    ab pendrive me jakar us app ko  intall kardo,
    fir aage ka kam same hai, google account manager me jakar new id bana sakte ho.


    METHOD #3

    sidesync 

    sidesync method matlab apko samsung mobile ke liye ek software aata hai jise hum sidesync kehte hai, is software ko app apne pc/laptop me install kar lijiye.

    double click krke open
    bas open rehne dijiye usme round circle ghumte rahega ab app mobile ko usb se connect kare 
    connect karne par  apke  mobile me window khulegi usme internet pe click kare search bar me jakar apko wo link type karna hai apne us app (bypass.apk,msa frp bypass.apk or quick shortcut maker.apk) ko upload kiya hoga 
    us app ko download kare oe install kare ,aage ka process same hai.


    METHOD #4

    calling.. -

    calling method ka matlab apke mobile me sim card dalna hota hai,
    apko apne pc/laptop me "samsung _frp_helper_v0.2" ya "samsung_2016_frp" ko install karna padega aur uske baad apko in 2 software me se jo aapne istall kiya hai use open kijiye usme apko pahle port select karna hoga (com.X samsung ),
    fir boudrate set kijiye uske baad dail pe click kare dail pe click karne par apke mobile me call lagegi usme message pe click kare, 
    click karne par apka msj box khulega usme google.com ya koi bhi name dalkar.com likhen aur sent kare,
    msj failed batayega ab app us google.com par click kare, click karne par apka google internet khul jayega, usme app us app (bypass.apk, msa frp bypass.apk or quick shortcut maker.apk) download kar lijiye or install kare.
    aage ka process same hai.


    METHOD #5

    keybord method (2 method)


    keybord method se app frp ko 2 tarike se khol sakte hai.

    keyboard method #1-

    keyboard method #1 me apko apne mobile ko wifi se connect kar lena hai ya sim dalkar internet  chalu rakhana hai,
    wifi wali screen me apko ek add network dikhega usme click kara hai, usme koi bhi name dalkar us name par press karke 2 secound tak apko G Assist ka option najar ayega ,uspar click kare.
    click karne par google open hoga usme type kare internet , internet open karne ke baad usme app wo link download kare jisme app wo app upload kiya hai ( bypass.apk ,msa frp bypass .apk or quick shortcut maker.apk ) download kar lijiye or install kijiye.

        aage ka porcess same hai.


    keybord method # 2 -

    keybord method # 2 me apko apne mobile ko wifi  se connect karna hai ya sim dalkar chalu karna hai .
    verifying your account wali screen me apko @ dikhega usme click karna hai 2 secound tak , app jaise hi @ par click karenge  apko setting ka symbol  najar ayega usme intup option me google keyboard setting  karna hai , google keyboard me apko 3 dot nazar aayega ,uspar click karna hai ,click karne par apko help & feedback par click karna hai, wahaan par kisi bhi ek word par click karna hai  blue hone tak jaisi hi blue ho jaye uspar click karna hai ,ab google khulega ,google search baar me apko  setting likhna hai , setting ko open kare aur factory reset kar de. 



    METHOD # 6

    Flash with combination file than unlock frp -

    flash with combination ka matlab apko z3x box ke support site (shell) se COMBINATION FILE  download karna hoga aur uske oddin3 ya z3x box ya z3x crack se us COMBINATION FILE  ko AP (PDA) me lekar flash karna hoga , uske baad UNLOCK me jakar RESET ERP dena hoga ,frp REMOVE ho jayega.


    METHOD # 7

    flash with userdata.tar file -


    flash with userdata.tar file ka matlab apke model no. ke hisaab se google se userdata.tar file ko download kijiye , aur uske oddin3 ya z3x box ya z3x crack se us file ko AP (PDA) me lekar flash karna hoga, ERP REMOVE  hojayega,


    METHOD # 8


    Remove frp with TOOL or BOX -

    Remove frp with tool or box ka matlab hai ki apko simple sa jitane bhi box aate hai ya crack hai ,  usme  reset frp de sakte hai direct. bina combination file download kiye, jaise ki  MIRACLE BOX  ya CRACK me RESET FRP  pe click karke start batton de dena hai, UMT (Universal Multi Tools) me ap easily china frp remove kar sakte hai .
    is tarah se app TOOLS aate hai usme bhi app remove kar sakte  hai.


                      


    No comments